Are ye kya bhai yahan to ikdam sookha pada hai......
......ab lo khushiyon ka fawwara.
Ye bhi ikdam dil se nikli hai...
..dil khush ho to use reply me bayan kijiyega.
Mannu bakait apane haathon se yun chehare ko chhupaate kyon ho
Mujhse sharmaate ho to saamane aate kyon ho.
Abhi(Mamu) kabhii meri tarah kar bhi lo iqaraar-e-vafaa Pyaar karate ho
to phir scrapbook me pyaar chhupaate kyon ho
Lalhaun, aankhon me merii dekh ke rote kyon ho
Dil bhar aataa hai to phir manager ko sunaate kyon ho
Baccha ke A/C se vaabastaa hai jab meraa muqaddar
Phir tum mere se apni cheque book chupate kyon ho
Jz mar mar ke mujhe kapre lane ko kahate kyon ho
T-Shirt laake dikhate ho to phir lauta ke le jaate kyon ho.
.DJ teri judai bhi hamein pyar karti hai
Teri yaad bahot bekrar karti hai
Vo test match jo tere sath guzare the
Talash unko nazar bar bar karti.
Ball woh shaks hai jo Ibar mw naye paimane laaya.
Roz paise udane ke nitt naye urban bahaaney laayaa.
Ek last line likh rahe hain........
.Aap ke chehre pe raining eyes chahenge........
...... Jiss Ke Pyaar Mein Jaley Har Pal Shama Ki Tarha.......
..............Sala Us Laltain Ka Hi Tel Khatam Hone Ayaa.
Ashish Kanpuriya(From Cownpore).
Tuesday, February 12, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment