Tuesday, January 29, 2008

Suraj Hua Madhham

K3G ka gaana 'Suraj Hua Madhham' mere, sorry hamaare, shabdon mein.



Suraj hua maddham chaand jalne laga
Hoysala bar ka gate kyun hai khulne laga
Main khada hua paise contribute hone lagi
Phir bar se botalein iBar mein aane lagi
Hoooo kya hum log pee rahe aakhri baar hain..............
Bar wale bhaiyaaaaa, kya hum log pee rahe aakhri baar hain....................

Hai mast jhakaas yeh pal
Peene ke baad sabka dimaag hai paidal
Aur iBar mein intellect ki baatein kar rahe hain...............
Yeh never-ending topic hamara
Wohi Sachin wohi Lara
Aaj bhi peene ke baad hum lad rahe hain..............
Yun hi rahe har dam, iBar ka mausam
Kabhi chale Fosters kabhi chale Rum
Hmmmm Main peeta raha, zameen chalne lagi
Khali hui jeb, daaru udhar pe aane lagi
Hoooo kya hum log pee rahe aakhri baar hain..............

Bajpai ke photos se to hum log pake hain sanam
Bhagane ke baad bhi dikhata hai, phoote hamare karam
O Bajpaiya! band kar ab photos dikhana
Par woh na maane, Bajpaiya nahin karta raham
Tab bhadke JayZ, baat badhne lagi
'Nach Baliye' dekhne ke baad JayZ ki aag bujhi
Lekin tab bhi main peeta raha, zameen chalne lagi
Shaant ho gaye sab, shaadi ki baat hone lagi
Hoooo kya hum log pee rahe aakhri baar hain..............
Gowdaaaaaaaaaaaaaa kya hum log pee rahe aakhri baar hain..............



And here comes the end of the eternal love story of iBar and its members. But this is just the begining.

You can be a 'shrota' or a 'wyakta'. But when you are in Vovinhood what's the difference?


Gypsy. They call me 'Gypsy', soda with whiskey.

No comments: